Friday, January 16, 2009

Urdu SMS

Urdu SMS
Wo mere dil main chupi chahaton se wakif tha
Ada shanaas meri adato se wakif tha
(Meri udaas rutto main sammo k rangeeni
Chala giya jo mera muddaton se wakif tha)
Wo mere ghm main brabar ka shareek reh kr b
Elaj-e-Ghm ki sbhi hikmaton se wa
----------------------------------------------------
yeh zaroori nahi har shaks maseeha hi hoo,
Pyar k zakham amanat hain dekhaya na karo,
sheher-e-ihsaas mein pathar b bohat hain mohsin,
Dil ko sheeshay k jhronkoon mein sajaya na karo...
--------------------------------------------------------
Kubhi to Soraj ne bhi Chand say muhabat ki ho ge,
Tubhi to Chand main daagh ha,
Mumkin ha k Chand say ho gae ho ge bewafai ,
Tabhi to Soraj main aag ha.
--------------------------------
Tum pe khatm sari chahat hogi,
Phir na kisi pe ye inayat hogi,
Kuch is trha se karunga yaad tum ko,
Na tum ko gila hoga,Na zumanay ko shikayat hogi.
-------------------------------------------------------
Bohat dino ki baat thi
shabab per bahar thi
fiza bhi khushgawar thi
na jaane kioun machal para
main apne ghar se chal para
kisi ne mujh ko rok ker
bari aada se tok ker
kaha ke laut ayyee
meri qasam na jayyee
meri qasam
--------------------------------------------
Dil Ko Manana Gar Hota Aasaan , , ,
Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshan , , ,
Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main , , ,
Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan, , ,
---------------------------------------------
Dil behal jay to log chor dety hain,
Koi aur mil jaey tu log chor dety hain,
4 din ki chandani ka kya karna,
Chandani dhal jaye to log chor dety hain,
Qasmien to khaty hain sada sath jeeny ki
Zehan badal jay to log chor dety hain,
Aj kal k logon ka kya bhar
----------------------------------------------
yeh zaroori nahi har shaks maseeha hi hoo,
Pyar k zakham amanat hain dekhaya na karo,
sheher-e-ihsaas mein pathar b bohat hain mohsin,
Dil ko sheeshay k jhronkoon mein sajaya na karo...
--------------------------------------------------
Nazar andaz kaise kare aap ko,
Nazaron mein bithaya aap ko,
Yaad ane par roye bhi to kaise,
Darte hai, Jhuki jo palke to chubhengi aapko……….
---------------------------------------------------
Bewafa woh nahi hum hi kharab thay,
Zaher ki zaroorat nahi mar jayienge judai k azab se,
Kaanton ki chubhan mehsoos he na hoi,
kayoun k pyaar itna tha us gulab se.
-------------------------------------------------
Alvida keh ke jab koi ankhon se door jata hai,
Ankhen dekhti rehti hain lekin dil majbor hota hai.
koi kahe na kahe zuban se magar,
Dil main dard zoror hota hai…
----------------------------------------------------
Kashti b nhi badli,darya b nhi badla,
or doobnay waloon ka jazba b nai badla,
Hay shok-e-safar aisa,ik umar say yaro,
manzil b nhi payi rasta b nhi badla..
------------------------------------------------------
~!!!Phool or Kantey!!!~
Ek Din Kantay Ney Phool Sey Poocha Key "
Aey Phool!" Mujhey Tumhari Mohabbat Sey Kya Haasil Howa?
Mujhey Dekhtay Hi Har Koi Apney Tevar Badal Leta Hai Shayad
Is Liye Key Main Unhain Zakhmi Kar Deta Hoon or Duniya Tum Par M
-------------------------------------------------------
Dard main koe mosam pyara nahin hota,
jab dil ho pyasa tu paani se guzara nahin hota,
Koe dekhe zara bebasi humari,
Hum is k ho jate hain jo humara nahin hota
----------------------------------------
teri galiyon ke chakkar kaat kaat kar,
kutte hamare hamare yaar ho gaye.
tum to hamare na huye,
lekin hum kutton ke sardaar ho gaye
-------------------------------------
prakna mat praknay sai koi apna nhe rehta
aaeinay main dair tak koi chehra nhe rehta
bade logon sai milnay main hamesha fasla rakhna
jahan darya samandar sai mila darya nhe rehta
--------------------------------------------------

No comments: